Hello dosto aj hum janege YouTube Channel Custom Url Kaise Set Kare How To Find Youtube Channel Url or Claim YouTube Channel Username agr ap ek youtuber hai ya apna new youtube channel banane ki soch rahe hai to ye post read kare jaisa ki hum sabhi log jante hai youtube google ka product ye ek video sharing site hai jaha har roj lakho lakho hours ka video content upload kiya jata pichle 2-3 year me youtube ka craz badha ab video whatch karne ke sath log apna khud ka channel bana kar video upload karne lage hai kahne ka matlab hai ab youtube creator ki badhotri hui hai aise me youtube par bhut jyada competition badh gaya hai aise logo ko custom url ke bare me nahi hota kaise enable kare or unke channel name ka username koi or create kar leta hai aye jane hum apne how to claim youtube channel url
Youtube Channel Url Claim Karna Kiu Jaruri Hai
youtube har roj new creators aa rahe or wo apne channel par mehnat karte hai or success ki tarf badhte hai par jo log unhe follow kar rahe hote hai wo log unke youtube channel
name url ko claim kar lete hai or youtube par ek username sirf ek hi bar banta hai
example-man lijiye mere channel ka name technical remarks hai ab mujhe apna username banana hai
https://www.youtube.com/technicalremarks
par kisi ne mujhse pahle agr ye username bana liya to mujhe nahi mil sakta ab ap samjh gaye honge ki custom url claim karna kiu jaruri hai
YouTube Channel Url Claim Karne Ke Liye Apke Pas Kya Hona Cahiye
1-verified youtube channel2-250-300 subscribers
How To Find Youtube Channel Url
kisi bhi youtube channel ka url pata karne ke liye ap browser me youtube open kare or us channel ko khole ab apko browser ke top me jo dikh rha hai ye url hai isi trha ap ki bhi site ka domain and subdomain bhi pata kar sakte hai
YouTube Channel Custom Url Kaise Create Kare
youtube url apke channel ka channel brand badhata hai jaise ki ap sab log jante hai blog par subdomain or cousom domain me kitna fark hai youube par sarua me jo url hume diya jaa hai wo kuch is trha hota hai
https://www.youtube.com/channel/UCfR6Liid1YTUZiuuNLP0zSg jise yad kar pana muskil hoa hai
https://www.youtube.com/channel/UCfR6Liid1YTUZiuuNLP0zSg jise yad kar pana muskil hoa hai
∎sabse pahle www.YouTube.com site par jaye
∎apne gmail se login kare
∎channel icon par tap kare
∎my channel page me jaye
∎customize channel button par tap kare
∎video manager tab me jaye
∎channel page par tap kare
∎scroll down
∎custom url box dikhega∎enable button par tap kare
you're eligible for a custom url claim it here par tap kare
get a custom url
> here's how you'll look on youube
∎slect and tick mark
∎i have read and agree to tha custom url tick mark kare
∎change url par tap kare
ab apke youtube channel ka url change ho gaya hai
https://www.youtube.com/channel/UCfR6Liid1YTUZiuuNLP0zSg?
https://www.youtube.com/technicalremarks
Note-youtube url ko ap ek hi bar change kar sakte hai isliye soch samajh kar kare
250 se 300 subscriber hone ke bad hi enable kare
channel ko verified jarur rakhe
friends ye thi youtube channel ka url kaise change kare ki puri jankari umeed hai apke sare seps samajh aa gaye hai agr apko koi dekat ati hai to ap hume comment kar puch sakte hai hum apki help karenge is post ko jyada se jyada share kare thanks Jai Hind