Hello dosto aj hum YouTube Channel Kaise Delete Kare janege ise pahle humne jana youtube channel kaise banaye- youtube par video upload kare or kaise delete kare youtube par hum or bhi post likhe jinko ap read kar sakte hai youtube par multiple channel banana bhut ashan hai youtube bhut populer video website hai jaha par billion users har roj apna video upload karte hai or earning karte hai video ko whatch kiya jata hai par agr apke pas ek se adhik channel hai or manage nahi kar rahe to us Youtube Account Ko Delete Kar Sakte Hai
#YouTube Channel Kaise Delete Kare
[How To Delete Youtube Channel]1-sabse pahle youtube site par jaye
2-gmail se youtube account khole
3-tap on channel icon
4-settings me jaye
5-account information -channel name ke niche advanced par tap kare
6-advanced me sabse niche delete channel button hai use tap kare
7-gmail address or password daale
8-i want to permanently delete my content
9-permanenly deleted video,subscription,comment tick mark kare
10-not be affected ggogle+ page tick mark kare
11-delete my content button par tap kare
ab ek popup khulega usme channel ka name dalna hai
kabhi kabhi apka gmail address dalne ko bolta hai to jo bole wahi dale
ab ok kare ab apka youtube account puri trha se delete ho gaya
Note- ye sare steps tabhi follow kare jab apko apne channel ka sara content video,subscriber,comment etc.. ek bar delete/remove karne ke bad ap recover nahi kar sakte
Note agr ap apne channel ko youtube par hide karna chate hai apne channel ko chupana cahte hai to i want to hide my conten kare us steps se apka channel sirf hide chup jayega kuch bhi delete nahi hoga
friends aj apne jana youttube account delete kaise kare channel ko delete karna hum recommended nahi karte par hamara tech blog hai or hum apne visiters ko sabhi trha ki jankari dena cahte hai umeed hai ye jankari apko pasand ai or helpfull rahi kuch samay nikal kar ise social media par share kare thanks jaihind