सुंदर पिचाई:जीवनी Sundar Pichai Biography Hindi
सुंदर पिचाई:जीवनी,Sundar Pichai Biography Hindi,sundar pichai ka jeevan parichay,sundar pichai story in hindi,sundar pichai kaun hai,sundar pichai ki biography,sandeeptak.comDosto aj ham Google Company ke CEO "Sundar Pichai Biography" batane wale hai sundar pichai ke tamil nadu galiyon se lekar google ke ceo banane tak safar Sundar Pichai Success Life Story wo bhi hindi me google company ka ceo banna itna ashan kam nahi par irade majbut ho to kuch bhi namumkin nahi hota hamare liye bade fakr ki bat hai ki pichai indian bhartiya mul ke hai
Read also- Sandeep Maheshwari Biography Hindi
Goutam Buddha Motivational Story In Hindi
sundar pichai ka pura naam sundar rajan pichai hai inka janam 12/07/1972 ko tamil naduke chote gaanv me hua tha father name raghunath pichai or mother laxmi hai raghunath pichai electrical engineer the isi karan sundar pichai ko technology se judne ki parerna unhi se mili unke father ghar me ek landline phone le kar aye jab wo takriban 12 year ke the
world ki sabse top tech compny ke google ceo ke lye ye unki life ka pahla technology tha sundar pichai ek khasiyat thi sabhi mobile numbro ko ashani se yad kar lete the or aj bhi un numbro ke bare me unse pucha jaye to wo ashani se bata dete hai unme har trha ke number or baki sabhi chige yad rakhne ka ek aham gun tha is karan padhai ke sath cricket game me bhi ache the sath school cricket team ke captain bhi the
sundar ne jawaharlal vidyalaya me apni 10th ki padhai puri ki chennai ke vanawari school se 12th or fir kharagpur iit se engineering puri ki apni mehnat or lagan se unhone har jagha top kiya kharagpur iit me rajat padak se samani kia gaya scholarship lekar unhone age ki padha ke liye california stanford university me admission le liya or bhautik vigyan me master of science ki degree puri ki mba ki
padhai(study) ke lye wellton school university of pennsylvania chale gaye google me jane se pahle sundar pichai mckinsey and company or applied materials me bhi unhone kam kia google me sundar pichai 2004 me join hue the saruwat me choti google team ke sath google search toolbar par kam kia or fir unke man me ek idia aya kiu na khud ka internet browser banane ka sunder ne us waqt ke google ceo ko khud ke internet browser ki bat kahi to unhone bhut mahnga project batakar mana kar dia leki pichai har nahi mani
google other members se bat kar unhe mana liya sundar pichai ki madad se google ne apna pahla internet browser launch kia jiska nam google crome hai aj crome ko world me sabse jyada use kia jane wala internet browser hai isi mehnat or lagan ke karan unhe google products par sirsh isthan milta chala gaya dekhte hi dekhte
sundar pichai ceo ki dod me samil ho gaye ise pahle unke pas microsoft or twitter se bhi offers aye par google ne unki mehnat or kabilyat ko dekhte hue unhe jane nahi dia extra bones kar unhe rok lia fir 10/08/2015 me sundar pichai ko world ki sabse badi company google ka ceo ke roop me chuna gaya iske piche sunder ka saral sawbhaw bhi hai wo itne shanti priya hai ki har koi unki bat manta tha
post share jarur kare thanks jai hind