Dosto mobile phone hamari jarurat adat ban chuke hai cahe call,whatsapp video,voice call,text massage achat,
karna ho ya internet ka istemal kar social media use karna ho sab kuch apke mobile me hai aise me ap kahi jate hai
or ap apna mobile phone kahi rakh kar bhul jate hai aise me mobile phone find search kaise kare ap apne cell number pe call karoge par
agr apko apna number yad na ho to ap ye 2 trick ka use kar sakte hai tali baja kar apne mobile ko dundhna (search,find)
Tali Baja Kar Mobile Phone Kaise Dhunde | Clap To Find Phone
ji han dosto ap apne mobile ko clap tali baja kar find search kar sakte hai clap karne par apke mobile flash light,vibration and ringtone
bajne lagegi jise ap ashani se apne mobile ko home(ghar me find kar sakte haiiske liye apko ek choti si app download karni paregi jiske bare me
puri jankari de raha hun
Clap Finder
1- google play sotre se clap finder app instal kare
2- open app on/off
4- optons settings set kare
1-sound
2-vibration
3-flash
4-works only when screen is off
5-ringtone
6-volume
5-yaha diye gaye options me jinhe ap rakhna cahte hai wo slect kar tick kare or back aa jaye
ab ap tali bajaye apka mobile pr ringtone flash light ayegi jise ap apna mobile find search kar sakte hai dosto play store par is traha ki or bhi apps hai
jinki madad se app apne mobile phone ko visal baja kar bhi find kar sakte hai
umeed hai apko ye majedar trick pasnd ai hai post ko share jarur kare thanks jai hind