Hello dosto aj ham janege Difference Between Hosted And Non Hosted Adsense Account ke bare me bhut sare new Adsense Publisher apne account me hosted or non hosted dekhkar sochne lagte hai hosted or non hosted adsense account me kya fark hai ise hamare account kya advantages and disadvantages hai google adsense kya hai or usme account kaise banaye iske bare me ham pahle hi post likh chuke hai ap wo read kar sakte hai bhut sare user ke man me ye bhi bhi confusion rahti hai kya Admob hi adsense hai ya dono alag alag hai
What Is Google Adsense In Hindi
wese to dosto iske bare me ham pahle hi bata chuke hai or internet par blogging karke paise kamane walo ko adsense ke bare me puri jankari hoti hai aye fir bhi new users ko bata de what is google adsense in hindi
Adsense google ki ek service hai jisme ap "Adsense Publisher Account" banakar apne blog,website or youtube par ads laga sakte hai adsense apna commission cut karke baki earning apke khate me add kar deta hai saf sabdo me kahe to ye ek make money website hai
adsense link ads kaise banaye
adsense me bank account kaise add kare
adsense ads blogger blog me kaise lagaye
google adsense account kaise banaye setp by steps
adsense link ads kaise banaye
adsense me bank account kaise add kare
adsense ads blogger blog me kaise lagaye
google adsense account kaise banaye setp by steps
Google Adwords par advertiser apna account bana kar google ko Advertisement deta hai or google adsense ke thru publisher me ads bant deta hai advertiser se liye paiso se apna hisa rakh kar baki hame de deta hai
Difference Between Hosted And Non Hosted Adsense Account
"Hosted And Non Hosted Adsense Account" me kafi difference hai par agar apke pas hosted adsense account hai to ap use non hosted me convert kar sakte hai iske bare me apko last me batunga how to convert hosted adsense to non hosted
What Is Hosted Account In Adsense
youtube or blogger subdomain se adsense apply karne par apko hosted account milega jiska matlab hai iske ads ap sirf youtube channel or blogger subdomain par laga sakte hai sub domain or custom domain kya hai iske bare me ham apko pahle hi bata chuke hai
What Is Non Hosted Account In Adsense
Non hosted account ka use ap blogger with custom domain,wordpress youtube,sabhi platform par kar sakte hai ye ek full approve non hosted hai
Admob-bhi adsense me ata hai admob ka use apps me ads lagane ke liye kia jata hai
How To Convert Hosted Adsense To Non Hosted
adsense hosted or non hosted difference to apko pata chal gaya hoga ab jan lete hai hosted account ko non hosted me convert kaise kare
sabse pahle ek custom domain buy kare or apne blogger blog me add kare or kuch new post likhe organic traffic laye
- ab hosted account ko login kare
- adsense settings me jaye
- my site par tap kare
- plus icon par tap kare
- apna new blog url add kare
- ab my ads page me jaye
- ad units par tap kare
- new ad unit create kar
- ad code ko blogger javascript kare
kuch samay ka wait kare apke site par jaise hi ads live ho jayenge apko mail miljayega
godaddy se domain kaise buy kare
blogger par custom domain kaise lagaye
godaddy se domain kaise buy kare
blogger par custom domain kaise lagaye
last word -umeed hai dosto apko adsense hosted or non hosted me kya fark hai pata chal gaya hoga adsense ke bare me hamne or bhi post likhe hai please unhe bhi read kare or thoda samay nikal kar is jankari ko social media par share jarur kare thanks jai hind